rimjhim ke geet sawan gaye
Presenting the song ”Rim Jhim Ke Geet” in Hindi & English lyrics penned by Anand Bakshi and Song Sung by Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi from the movie Anjaana . This movie starring – Rajendra Kumar, Babita, Pran, Prem Chopra, Nirupa Roy and movie directed by Mohan Kumar.
rimjhim ke geet sawan gaye lyrics in hindi
रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातो में
रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातो में
होटों पे बात दिल की आये ,
हाय भीगी भीगी रातों में
ओ …. ओ ….
तेरा मेरा पूछे नाता
बड़ी वो ये घटा घनघोर है
चुप हूँ ऐसे में केह दू कैसे
मेरा साजन नहीं तू कोई और है
के तेरा नाम , होटों पे मेरे
तेरे सपने मेरी आँखों में
के , रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातों में
मेरा दिल भी है दीवाना
तेरे नैना भी है नादान से
कुछ न सोचा , कुछ ना देखा
कुछ भी पुछा ना इस अनजान से
चल पड़े साथ हम ऐसे , कैसे
बनके साथी , राहों में
के , रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातों में
बड़ी लम्बी जी की बातें
बड़ी छोटी ये बरखा की रात जी
कहना क्या है , सुनना क्या है
कहने – सुनने की अब क्या है बात जी
बिन कहे , बिन सुने दिल ने दिल से
कर ली बाते , बातों में
के ,रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातो में
रिमझिम के गीत सावन गाये
हाय भीगी भीगी रातो में
हम्म .. ममम …
rimjhim ke geet sawan gaye lyrics in english
rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raato mein
rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raato mein
Hoton pe baat dil ki aaye,
haay bhigi bhigi raaton mein
Oo….Oo….
Tera mera pooche nata
badi wo ye ghata ghanghor hai
chup hoon aise mein kehdo kaise
mera sajan nahi tu koi or hai
ke tera naam , hoton pe mere
tere sapne meri aankho mein
ke , rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raaton mein
mera dil bhi hai diwana
tere naina bhi hai naadan se
kuch na socha , kuch na dekha
kuch bhi poocha na is anjaan se
chal pade saath hum aise , kaise
banke saathi , raahon mein
ke,rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raato mein
badi lambi ji ki baatein
badi choti yeh barkha ki raat ji
kehna kya hai , sunna kya hai
kehne – sunne ki ab kya hai baat ji
bin kahe , bin sune dil ne dil se
kar li baate , baaton mein
ke,rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raato mein
rimjhim ke geet sawan gaaye
haay bhigi bhigi raato mein
Hmmm..mmm…
written by
Anand Bakshi
SOng credits
Movie: Anjaana
Song: Rim Jhim Ke Geet
Artist: Lata Mangeshkar & Mohd. Rafi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Filmstar: Rajendra Kumar, Babita, Pran, Prem Chopra, Nirupa Roy